finger rangoli

s_kavita
Suguna Murugesan
hi kavitha ....such a nice work :)
Thu, 07/04/2013 - 23:19 Permalink
ammuchandhini
Wow...great to c ur creation kavitha ...superb rangoli done by u...eagerly waiting to c more posts from u :)
Thu, 07/04/2013 - 23:57 Permalink
s_kavita

In reply to by ammuchandhini

Thanks rani mam(master of kolams).....If a legend like u is appreciating then its a honor for me.Yes sure will post soon.
Sat, 07/06/2013 - 06:40 Permalink
vijaysowmya
Very nice to see your creation Kavita...very nice design and well done. Waiting to see more from you :-)
Fri, 07/05/2013 - 01:46 Permalink
s_kavita

In reply to by vijaysowmya

Dear sowmi mam ..its just freehand mam...I donot have any book or any dotted pattern...I am always motivated by u...Will post my kolams soon...
Sat, 07/06/2013 - 06:55 Permalink
s_kavita

In reply to by Dr.Rekha Shetty

Dhanyawad rekhaji.....Baarish ka mausam hai...aapki kuch panktiya sunne ke liye mere kaan taras rahe hai....
Sat, 07/06/2013 - 06:58 Permalink
subashini
very nice and beautiful free hand design kavitha.
Sun, 07/07/2013 - 07:15 Permalink
s_kavita

In reply to by BalaChandrasekaran

Dear bala thank you so much...waiting for ur comments for my next kolam...will post soon....
Tue, 07/09/2013 - 02:11 Permalink
Dr.Rekha Shetty
kya liku espe kavita yah swayam hai yek kavita baarish ke mausam hai mitti ke madur kushbu hai gaa rahi hai pyar ke tarane panchi kila hai rangibirange phool -patte dek ke inka rang bi rang badan man kartha hai aaj mei kelu holi kaash aaj tum sab hote mere saath kusiyonke dariyamei duub jaathe hum kabi na nikaleneki kasam kaathe hum tum doston ke saath rahe jaathe hum yaha phone ki ganti toddi mere adure sapne kya todi der ruk nahi sakte tum chillaye telehone ko hum samne se aayi hai aavaz kya aaj kaam karna nahi hai tumko baarish ke bund kar rahi hai tim tim hum kaam ke bhoj se mur rahe hai din din "
Tue, 07/09/2013 - 01:28 Permalink
Dr.Rekha Shetty
Kavita dear ,agar baarish mei phaltu ka pankti padna hon tho padna mere niche likhe kavihta kaas kar pyar se like aap ke liye
Tue, 07/09/2013 - 01:04 Permalink
s_kavita

In reply to by Dr.Rekha Shetty

Dear rekha mam.....aapne toh badhiya kavita likh dali.....aapne meri dil ki khwayish puri kar dali...sach kahu toh ikolam mein tarah tarah ke rangoli dekhke mera mann nachne lagta hai....sometimes i cant express them....but ur poems do it all for me....its a celebration time dear....masti toh karna hi hai....kaam toh hota hi hai...kuch pal i mean har pal toh khush rehna hi hai.....aapke kavita bina toh ikolam suna suna lagta hai....please keep thinking ....waiting for ur next poem when I will post my next kolam....Bade shidddat se kaynat ne aapko itna talent diya....humme toh acchi lagti hai aapki kavitayein....bada maja aata hai mam....love u....take care...
Tue, 07/09/2013 - 02:08 Permalink
Dr.Rekha Shetty
KAVITHAJI AAPNE THO HAMARE DIL KUSH KARDIYE .SUKRIYA .aISE PHALTU KAVITHA KO BI TARIF KE PHOOL BANDKAR HAME BADAVA DIYE JARAHE HON .YA HA THO YEK MUSTI HI THI JO HUM AAP LONGON KE SAAT KARTHEHAI AUR KUSH RAHAETHE HAI .YAHI THO HAI JEEVAN KA RAHASYA. wARNING: JALDI SE HAISE HI ACCHISI RANGOLI LAGANA JO HAME LIKNE MAJBUUR KARE .ALL THE BEST DEAR
Tue, 07/09/2013 - 04:18 Permalink